• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ai Zindagi Mujhe Tera Koi To Ab Sira Mile

Ai Zindagi Mujhe Tera Koi To Ab Sira Mile

najma-shaheen-khosa

ai zindagi mujhe tira koi to ab sira mile

ki kis nagar milegi tu koi to ab pata mile

kisi ki yaad ne hamen to khud se duur kar diya

bas apne aap se hamen koi to ab juda mile

na jin ki hichkiyon ko koi shana aaj tak mila

unhi ke ansuon ko bhi koi to ab jagah mile

bas apne bam-o-dar se ham na ashna rahe sada

koi to rahbar mile koi to ab khuda mile

jo thak gae hain dar-ba-dar vafa tiri talash men

zamin ki god men unhen koi to ab jagah mile

koi junun se ja kahe mujhe na ab talash kar

ki agahi ke dasht men koi to ab sada mile

ujad chukin hain bastiyan basengi, kis tarah bhala

vafa ke dar se bas hamen koi to ab dava mile

hain ek jaise aks aur ek si sarisht bas

hujum hai hujum men koi to ab juda mile

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Teri Umidon Ka Sath Degi Inayat-E-Barg-O-Bar Kab Tak

Chand Sa Chehra Kuchh Itna Bebak Hua

poet

Pahlu Mein Dil Hai Dard-E-Mohabbat Liye Hue

Kabhi kanTon Ne Yun Chhili Hawaen

Kisi Ko Kab Wo Apne Dil Ka Kuchh Ahwal Deta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet