• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Altaf Bayan Hon Kab Humse Ai Jaan Tumhaari Surat Ke

Altaf Bayan Hon Kab Humse Ai Jaan Tumhaari Surat Ke

nazeer-akbarabadi

altaf bayan hon kab ham se ai jaan tumhari surat ke

hain lakhon apni ankhon par ehsan tumhari surat ke

munh dekhe ki ye baat nahin sach puchho to ab duniya men

behosh kare hain pariyon ko insan tumhari surat ke

aina-rukhon ki mahfil men jis vaqt ayaan tum hote ho

sab aaina saan rah jaate hain hairan tumhari surat ke

kuchh kahne par mauquf nahin maalum abhi ho javega

khurshid muqabil ho dekhe ik aan tumhari surat ke

ki arz ‘nazir’ ik bose ki jab hans kar chanchal bola yuun

is munh se bosa lijiyega qurban tumhari surat ke

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sauda-mohammad-rafi

Har Sang Mein Sharar Hai Tere Zuhur Ka

Ungliyan Pher Raha Tha Wo KHayalon Mein Kahin

Nahin Ye Aks Hua Hai Samajhta Kyun Nahin Main

Pahle-Pahal laDenge tamasKHur uDaenge

Insan Hun Ghir Gaya Hun Zamin Ke KHudaon Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet