• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Waqif KHud Apni Chashm-E-Gurezan Se Kaun Hai

Waqif KHud Apni Chashm-E-Gurezan Se Kaun Hai

vaqif ḳhud apni chashm-e-gurezan se kaun hai

manus ab mire dil-e-viran se kaun hai

kis ko ḳhabar hai kis ghaḌi ankhen chhalak paḌen

ab ashna tahayya-e-tufan se kaun hai

dekhen jise ḳhalal hai usi ke dimagh men

sarshar ab tasavvur-e-janan se kaun hai

vo zulm shahr men hai ki andher hai koi

vabasta rasm-e-jashn-e-charaghan se kaun hai

dekho jise vahi hai giraftar-e-arzu

ab duur is navah men zindan se kaun hai

maqtal men jis ko apne lahu se jalaya tha

pur-nur us ek sham-e-farozan se kaun hai

chehron ki zardiyon se ‘zafar’ ho muvazana

nazdik rang-e-dasht-o-bayaban se kaun hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Ishq Ki Dastaras Mein Kuchh Bhi Nahin

abdul-hafiz-naeemi

Honkte dasht Mein Ek Gham Ka Samundar dekho

Yaro Kahan Tak Aur Mohabbat Nibhaun Main

Hasad Ki Aag Thi Aur Dagh Dagh Sina Tha

abdullah-kamal

Ajib Shakhs Hai dharti Pe Aasman Sa Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet