• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ayan Hum Par Na Hone Ki Khushi Hone Lagi Hai

Ayan Hum Par Na Hone Ki Khushi Hone Lagi Hai

pirzada-qasim

ayaan ham par na hone ki khushi hone lagi hai

diye men ik nai si raushni hone lagi hai

nai kuchh hasraten dil men basera kar rahi hain

bahut abad ab dil ki gali hone lagi hai

so tai paaya masaib zindagi ke kam na honge

magar kam zindagi se zindagi hone lagi hai

udhar tar-e-nafas se aa mili hai raunaq-e-zist

idhar kam mohlati men bhi kami hone lagi hai

sar-e-aghaz dil ki dastan men vo nahin tha

magar mahsus ab us ki kami hone lagi hai

hamari dosti ka dam bharen aise kahan hain

zamane sab se teri dosti hone lagi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

sheikh-ibrahim-zauq

Kab Haq-Parast Zahid-E-Jannat-Parast Hai

Gulshan Hai Isi Ka Nam Agar Hairan Hun Bayaban Kya Hoga

KHwab Ne Rakh Liya Fasane Mein

Judai Mein Teri Aankhon Ko Jhil Karte Hue

poet

Raat din Chain Hum Ai Rashk-E-Qamar Rakhte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet