• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wajud Par Inhisar Maine Nahin Kiya Tha

Wajud Par Inhisar Maine Nahin Kiya Tha

vajud par inhisar main ne nahin kiya tha

ki ḳhaak ka e.atibar main ne nahin kiya tha

safed resham ki oḌhni mere haath men thi

magar use daghdar main ne nahin kiya tha

ye be-niyazi ki ḳhu mire husn men bahut thi

magar use be-qarar main ne nahin kiya tha

kahin se yak-laḳht zindagi meri kaaT dega

jo rasta iḳhtiyar main ne nahin kiya tha

sumon tale raund de ḳhushi se magar ye sun le

gunah ai shahsavar main ne nahin kiya tha

dikha.i dene laga vo ik tisra kinara

abhi javani ko paar main ne nahin kiya tha

ghurub ka vaqt tha muqarrar so chal paḌa main

kisi ka phir intizar main ne nahin kiya tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Aag Ke Phul Pe Shabnam Ke Nishan DhunDoge

Kab Tak Rahun Main KHauf-Zada Apne Aap Se

Ek Ek Pal Tera Nayab Bhi Ho Sakta Hai

Jaisi Nigah Thi Teri Waisa Fusun Hua

poet

Apna Pata Mujhe Bata Bahr-E-Khuda Tu Kaun Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet