• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / pahaDon Ko Bichha Dete Kahin Khai Nahin Milti

pahaDon Ko Bichha Dete Kahin Khai Nahin Milti

pahaḌon ko bichha dete kahin khaa.i nahin milti

magar unche qadam rakhne ko uncha.i nahin milti

akela chhoḌta kab hai kisi ko la-shu.ur-e-tan

kisi tanha.i men bharpur tanha.i nahin milti

ghanimat hai ki ham ne chashm-e-hasrat paal rakkhi hai

zamane ko ye hasrat bhi mire bhaa.i nahin milti

fusun-e-reg men maujen bhi hain daldal bhi hote hain

magar sahra samundar the ye sachcha.i nahin milti

tiri ḳhalis kiran ki aag hai taif-e-tasavvur men

quzah banti nahin mujh men to bina.i nahin milti

nichoḌi ja chuki hai miTTi ikahra ho gaya paani

anasir mil bhi jaate hain to ra.ana.i nahin milti

ghazal kah ke sukun ‘tafzil’ milta hai magar miTTi

ise laava ugal kar bhi shakeba.i nahin milti

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tir Jaise Kaman Se Nikla

shah-naseer

Khuda Ke Waste Chehre Se Tuk Naqab Utha

Chalte Rahne Ke Liye Dil Mein Guman Koi to Ho

afzal-minhas

Ek Paikar Yun Chamak Uttha Hai Mere dhyan Mein

Kya Kya Badal Gae Hain Andaz Aadmi Ke

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet