• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Arsh O Kursi Ki Khabar Lae Hain Lane Wale

Arsh O Kursi Ki Khabar Lae Hain Lane Wale

poet

arsh o kursi ki khabar laae hain laane vaale

ek muusa hi na the tuur ke jaane vaale

tuur ko tum ne jalaya to badi baat na ki

aag paani men lagate hain lagane vaale

mere marqad ko bhi aa kar kabhi thukra jaana

are o fitna-e-mahshar ke jagane vaale

ek aalam tire ashiq ne kiya khal-e-siyah

do hi naale kiye the tuur jalane vaale

kab talak apne karishme hamen dikhlaoge

ai miyan roz nae tarz dikhane vaale

meri taqdir jo palte to taajjub kya hai

sunte hain bigdi banate hain banane vaale

tum jo ankhon men miri aae to ehsan kiya

ankhen kya dil men samate hain samane vaale

laakh ho mana-e-fariyad magar kya hoga

arsh ko sar pe utha lenge uthane vaale

apni qismat nahin aisi ki ho didar ‘anjum’

muntazir jin ke hain kab aaen vo aane vaale

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kaha Ye Kis Ne Mujhe Zindagi Se Pyar Nahin

baDhti Jati Hai Pyas Aankhon Ki

jigar-moradabadi

Lakhon Mein Intikhab Ke Qabil Bana diya

dua-ali

Mujhe Hansne Ki Aadat Thi Magar Wo Aur Kuchh Samjha

Charagh-E-zaKHm-E-Tamanna Ki Lau baDhae Hue

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet