• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Rakha Pa Jahan Mein Nagara Zamin Par

Rakha Pa Jahan Mein Nagara Zamin Par

poet

rakha pa jahan men nagara zamin par

bahut sar ko vaan ham ne maara zamin par

junun josh maare hai divar-o-dar se

hua kis pari ka guzara zamin par

nahin hai ye ah-e-falak sa ki ham ne

alam shor-e-sauda ka gadha zamin par

qadam jis jagah rakkha us sang-dil ne

na ho vaan ba-juz sang-e-khara zamin par

nazar se tiri jis ne ham ko giraya

falak se utha kar ke maara zamin par

tu ru-e-zamin dekh le sair ho kar

na hoga guzar phir dobara zamin par

tire naqsh-e-pa ko kahe apna ham-sar

nahin hai ye munh to hamara zamin par

vo zohra-jabin mehrban hove ‘hasrat’

kahan hai ye apna sitara zamin par

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sah Chuka Tirgi Na Wapas Aa

Ye Jabr-E-Zindagi Na uThaen to Kya Karen

Kisi Ka Dekh Ke Dhime Se Muskura Dena

Tum Pe Kya Bit Gai Kuchh to Batao Yaro

Aise Chup Chup Bhi Kya Jiya Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet