• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Nahin Mera Aanchal Maila Hai

Nahin Mera Aanchal Maila Hai

parveen-shakir

nahin mera anchal mela hai

aur teri dastar ke saare pech abhi tak tikhe hain

kisi hava ne in ko ab tak chhune ki jurat nahin ki hai

teri ujli peshani par

gae dinon ki koi ghadi

pachhtava ban ke nahin phuti

aur mere mathe ki siyahi

tujh se aankh mila kar baat nahin kar sakti

achchhe ladke

mujhe na aise dekh

apne saare jugnu saare phuul

sambhal ke rakh le

phate hue anchal se phuul gir jaate hain

aur jugnu

pahla mauqaa paate hi ud jaate hain

chahe odhni se bahar ki dhuup kitni hi kadi ho!

Filed Under: Nazm Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Hath Aa Saka Hai Silsila-E-Jism-O-Jaan Kahan

zehra-nigaah

Samjhauta

Jaane Kis moD Judai Ki ghaDi Aati Hai

poet

Sharir Teri Tarah Aankh Bhi Teri Hogi

Nirale Nirale Se KHwabon Ka Mausam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet