• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ab Hathon Mein Pyar Hai Sahab

Ab Hathon Mein Pyar Hai Sahab

ab hathon men pyaar hai sahab

aur dil men talvar hai sahab

ulTi ulTi rasmen le kar

ye ulTa sansar hai sahab

majburi ki zanjiren hain

ishrat ka bazar hai sahab

sab dariya men Duub rahe hain

sab ki nayya paar hai sahab

bhuke bachche jaag rahe hain

maan ghar men bimar hai sahab

ham sab hi daryuza-gar hain

roTi ka bevpar hai sahab

darvaze par aas lagi hai

saat samundar paar he sahab

manzil manzil DhunD raha huun

kis janib ‘ruḳhsar’ hai sahab

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

jaun-eliya

dil Guman Tha Gumaniyan The Hum

akhtar-shirani

Na Chhed Zahid-E-Nadan Sharab Pine de

poet

Main Na Wo Hun Ki Tanik Ghusse Mein Tal Jaunga

Dekh Kar Ye Pur-Shikan Zulfen Teri

Koi Shafqat Bhari Sarkar Nahin Hai Ghar Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet