• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wajd-E-Ahl-E-Kamal Hai Kuchh Aur

Wajd-E-Ahl-E-Kamal Hai Kuchh Aur

poet

vajd-e-ahl-e-kamal hai kuchh aur

shaiḳh-sahib ka haal hai kuchh aur

hosh jaata hai ahl-e-hosh ka sun

tere maston ka haal hai kuchh aur

faḳhr-e-insan nahin malak hona

ji men apne ḳhayal hai kuchh aur

jis ko kahte hain vasl vasl nahin

ma.ani-e-ittisal hai kuchh aur

ghair-e-harf-e-niyaz so bhi kabhu

kah sakun huun majal hai kuchh aur

ruḳh-e-ḳhurshid par kahan vo nuur

mere mah ka jamal hai kuchh aur

sarv! da.ava-e-ham-sari mat kar

vo qad-e-naunihal hai kuchh aur

kabk tu ḳhush-ḳhiram hai lekin

yaar ki mere chaal hai kuchh aur

dekh chal tu bhi halat-e-‘bedar’

aaj us ka to haal hai kuchh aur

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Wo Kahan Mujh Pe Jafa Karta Tha

hatim-ali-mehr

Chhodenge Gareban Ka Na Ek Tar Kabhi Hum

Dusri Baaton Mein Hum Ko Ho Gaya ghaTa Bahut

Hai Jo Bhi Jaza Saza Ata Ho

Ghair-Mumkin Bhi Hai Mumkin Mujhe Malum Na Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet