• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahm Tha Ya Guman Jaisa Tha

Wahm Tha Ya Guman Jaisa Tha

poet

vahm tha ya guman jaisa tha

dil ke vo mehman jaisa tha

tiir kajal ke us ki ankhon men

aur abru kaman jaisa tha

phuul se tan pe us ke raushan ḳhat

manzilon ke nishan jaisa tha

umr bhar kaun yaan Thaharta hai

main to ik sa.eban jaisa tha

jaan lo bas ki ulfaton ka safar

ik ḳhayali uḌaan jaisa tha

ab yahan vasvason ke Dere hain

dil ki pahle makan jaisa tha

ye main kyon aaj be-rida huun bahut

mujh pe kuchh asman jaisa tha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Phir Dil Ne Kaha Pyar Kiya Jae Kisi Ko

poet

Nasha Nasha Sa Hawaen Rachae Phirti Hain

poet

Main Hun Apne Kamre Mein Jaise Ajnabi Tanha

hatim-ali-mehr

Nala-E-Garm Ke Aur dam Sard Bhare Kya Jien Hum To Mare

Tum Ho Ya chheDti Hai Yaad-E-Sahar Koi to Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet