• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahm Sabit Hue Sab KHwab Suhane Tere

Wahm Sabit Hue Sab KHwab Suhane Tere

vahm sabit hue sab ḳhvab suhane tere

yaad karte hain magar log fasane tere

kaash vo din na kabhi aa.e ki tu aa jaa.e

raas aate hain mire ji ko bahane tere

aisi uftad paḌi apni ḳhabar bhi na rahi

ham to aa.e the yahan rang jamane tere

kal chhupa rakhte the ḳhud se bhi mohabbat apni

aaj aa.e hain tujhe daagh dikhane tere

ḳhalq ka dhyan haTate rahe kanTe kya kya

raaz ifsha kiye sab bad-e-saba ne tere

dard kya kya na mile shauq-e-talab se apne

zaḳhm kya kya na diye zauq-e-haya ne tere

juz tire chahne vaala tha na un ka koi

lauT kar aa.e na ‘shohrat’ vo zamane tere

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abdul-ahad-saaz

Baja Ki Lutf Hai duniya Mein Shor Karne Ka

KHud Ko Na Ai Bashar Kabhi Qismat Pe chhoD Tu

Wafa Ka Banda Hun Ulfat Ka Pasdar Hun Main

Meri Wafa Mera Isar Chhin Le Mujhse

Yaqin-E-Mohkam Ka Hai Sahaara Yahi Amal Kargar Hai Pyare

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet