• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahm Hi Hoga Magar Rose Kahan Hota Hai

Wahm Hi Hoga Magar Rose Kahan Hota Hai

akhilesh-tiwari

vahm hi hoga magar roz kahan hota hai

dhundh chhai hai to ik chehra ayaan hota hai

shaam ḳhush-rang parindon ke chahak jaane se

ghar hua jaata hai din men jo makan hota hai

vo koi jazba ho alfaz ka mohtaj nahin

kuchh na kahna bhi ḳhud apni hi zaban hota hai

be-sabab kuchh bhi nahin hota hai ya yuun kahiye

aag lagti hai kahin par to dhuan hota hai

baz-gasht aur sadaon ki ubhar aati hai

jitna ḳhali koi ‘akhilesh’ kuaan hota hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Dil-E-KHilqat-E-KHuda Ko Sanama Jala Na Chandan

Teri Taswiron Ko Dekh Pighalti Hain

ishrat-afreen

Aag Pani Mein Farozan dekho

Baal Shishe Mein Kahin Baal Se Main Hota Hun

rahat-indori

Nadi Ne dhup Se Kya Kah diya Rawani Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet