• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahi Thi Kal Bhi Pasand Aur Wahi Hai Aaj Pasand

Wahi Thi Kal Bhi Pasand Aur Wahi Hai Aaj Pasand

vahi thi kal bhi pasand aur vahi hai aaj pasand

alag mizaj hai mera alag mizaj pasand

main kya karun ki miri soch muḳhtalif hai bahut

main kya karun mujhe aaya nahin samaj pasand

main apni raah nikalunga apni marzi se

mujhe nahin hain zamane tire rivaj pasand

ye mera dil miri ankhen ye mere ḳhvab azaab

uTha ai ishq tujhe jo bhi hai ḳhiraj pasand

mahaz-e-ishq pe ḳhud hi shikast maani hai

‘zubair’ dil pe hua hai kisi ka raaj pasand

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Maine Kaha Ke Chand Ki Raushan Misal Do

Phir Misr Ke Bazar Mein Nilam Hua Kyun

poet

Hain Tegh-E-Naz-E-Yar Ke Bismil Alag Alag

Jo Ahd-E-Nau Mein KHamir-E-Bashar Banaya Jae

bashar-nawaz

Aks Har Roz Kisi Gham Ka Pada Karta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet