• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ajab Talash-e-Musalsal Ka Ikhtitam Hua

Ajab Talash-e-Musalsal Ka Ikhtitam Hua

aanis-moin

ajab talash-e-musalsal ka ikhtitam hua

husul-e-rizq hua bhi to zer-e-dam hua

tha intizar manaenge mil ke divali

na tum hi laut ke aae na vaqt-e-sham hua

har ek shahr ka meaar mukhtalif dekha

kahin pe sar kahin pagdi ka ehtiram hua

zara si umr adavat ki lambi fehristen

ajiib qarz virasat men mere naam hua

na thi zamin men vusat miri nazar jaisi

badan thaka bhi nahin aur safar tamam hua

ham apne saath liye phir rahe hain pachhtava

khayal laut ke jaane ka gaam gaam hua

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kitne Mele Hain Aasmanon Mein

poet

Yahi Nahin Ki Faqat Baam-O-Dar Se Bach Ke Chalun

Roz-E-Wahshat Hai Mere Shahr Mein Virani Ki

Din Bhar Jaane Kis Kis Se Ye Milta Hai

Raushni Wale to Duniya Dekhen

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet