• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Fan Jo Mear Tak Nahin Pahuncha

Fan Jo Mear Tak Nahin Pahuncha

ajay-sahaab

fan jo me.aar tak nahin pahuncha

apne shahkar tak nahin pahuncha

pagḌi pairon men kaise main rakhta

haath dastar tak nahin pahuncha

koi in.aam koi bhi tamgha

sachche haqdar tak nahin pahuncha

aisa har shaḳhs hai masiha ab

jo kabhi daar tak nahin pahuncha

har ḳhuda jannaton men hai mahdud

koi sansar tak nahin pahuncha

chara-gar sab ke paas jaata tha

sirf bimar tak nahin pahuncha

dost ban kar dagha na de jo vo

apne kirdar tak nahin pahuncha

mujh ko alqab kyuun milen logo

main to darbar tak nahin pahuncha

aisa jhagḌa bata do mujh ko jo

ghar men divar tak nahin pahuncha

kis ne becha nahin suḳhan apna

kaun bazar tak nahin pahuncha

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Shah-E-Rag Se Bhi Tu Qarib Hai Tera Ye Karam Hai Kamal Hai

poet

Sab Tamannaon Se KHwabon Se Nikal Aae Hain

poet

Rim-Jhim Rim-Jhim Barse Baadal

Har Ek Barg-E-Chaman Mushk-Bar Aaega

Sufi

Ba-Ghair Az Ishq-e-Jaanan Nist Karam

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet