• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dil Mein Is Ka KHayal Kyun Aaya

Dil Mein Is Ka KHayal Kyun Aaya

dil men is ka ḳhayal kyuun aaya

mausam-e-barshgal kyuun aaya

vo jo hansta tha us ke chehre par

aaj rang-e-malal kyuun aaya

naam se mere jis ko nafrat thi

puchhne mera haal kyuun aaya

naaz tha kis liye baharon par

ye bata de zaval kyuun aaya

jis ko shikva tha bad-ḳhisalon se

phir vahi ḳhush-ḳhisal kyuun aaya

san rahe hain ki phir navazish hai

mausam-e-qil-o-qal kyuun aaya

phir ‘vasiyya’ se dosti ka ḳhayal

ye bata den ḳhayal kyuun aaya

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Na Puchh Rah-E-Talab Mein Kidhar Se Guzra Hun

poet

Shikast Azmat-e-Pindar Le Ke Aae Hain

Dil-E-Barham Ki KHatir Muddaa Kuchh Bhi Nahin Hota

KHair Ki Nazr Ki Hai Ya Shar Ki

poet

Agar Baat Teri Ho Pyari Lage

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet