• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Hathon Ki Lakiron Ka Likha kaT Rahe Hain

Hathon Ki Lakiron Ka Likha kaT Rahe Hain

hathon ki lakiron ka likha kaaT rahe hain

ham apne gunahon ki saza kaaT rahe hain

miTti nahin tariḳh se koi bhi ibarat

tariḳh likhegi ki likha kaaT rahe hain

hai aaj ki faslon men adavat hi adavat

kya boya tha ham ne yahan kya kaaT rahe hain

ham phuul hain mahkenge jidhar ja.enge lekin

is baagh men rahne ki saza kaaT rahe hain

gaate the kabhi vo bhi mohabbat ke tarane

mauqa jo mila hai to gala kaaT rahe hain

asan banana hai mohabbat ki Dagar ko

chun chun ke so ham lafz-e-vafa kaaT rahe hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Harim-E-Dil, Ki Sar-Ba-Sar Jo Raushni Se Bhar Gaya

Bujh Gaya Dil to KHabar Kuchh Bhi Nahin

aadil-raza-mansoori

Patte Ka Gham

nahid-qasmi

Targhib

KHuda Bhi Jaanta Hai KHub Jo Makkar baiThe Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet