• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahi Na Milne Ka Gham Aur Wahi Gila Hoga

Wahi Na Milne Ka Gham Aur Wahi Gila Hoga

vahi na milne ka gham aur vahi gila hoga

main janta huun mujhe us ne kya likha hoga

kivaḌon par likhi abjad gavahi deti hai

vo haft-rangi kahin chaak DhunDhta hoga

purane vaqton ka hai qasr zindagi meri

tumhara naam bhi is men kahin likha hoga

chubhan ye piiTh men kaisi hai muḌ ke dekh to le

kahin koi tujhe pichhe se dekhta hoga

gali ke moḌ se ghar tak andhera kyuun hai ‘nizam’

charagh yaad ka us ne bujha diya hoga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

pirzada-qasim

Khun Se Jab Jala diya Ek diya Bujha Hua

Kya Rafu Ho Zindagi Sozan Juda Dhage Alag

nikhat-iftikhar

Meri Chahat Ki Bahut Lambi Saza do Mujhko

Manzil-O-Samt-E-Safar Se Be-KHabar Na-Ashna

Zahe Qismat Agar Tumko Hamara Dil Pasand Aaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet