• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Mahadew-Ji Ka Byah

Mahadew-Ji Ka Byah

nazeer-akbarabadi

pahle naanv ganesh kaa, lijiye siis navae

ja se karaj sidh hon, sada mahurat laae

bol bachan anand ke, prem, piit aur chaah

sun lo yaro, dhyan dhar, mahadev ka byaah

jogi jangam se suna, vo bhi kiya bayan

aur katha men jo suna, us ka bhi parman

sunne vaale bhi rahen hansi khushi din rain

aur padhen jo yaad kar, un ko bhi sukh chain

aur jis ne is byaah kii, mahima kahi banae

us ke bhi har haal men, shiv-ji rahen suhae

khushi rahe din raat vo, kabhi na ho dil-gir

mahima us ki bhi rahe jis ka naam ‘nazir’

Filed Under: Nazm Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

saleem-kausar

Mulaqaton Ka Aisa Silsila Rakkha Hai Tumne

Kuchh Hisab Ai Sitam Ijad to Kar

Suraj Ko Ehsas Dilaya Ja Sakta Hai

Tek Laga Kar baiTha Hun Main Jis buDhi Diwar Ke Sath

Raushni Hi Raushni Hai Shahr Mein

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet