• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wahi Dasht-E-Bala Hai Aur Main Hun

Wahi Dasht-E-Bala Hai Aur Main Hun

vahi dasht-e-bala hai aur main huun

zamane ki hava hai aur main huun

tujhe ai ham-safar kaise sambhalun

pahaḌi rasta hai aur main huun

sukut-e-koh hai aur saya-e-dar

sada-e-ma-siva hai aur main huun

magar shaḳhon se patte gir rahe hain

vahi ab-o-hava hai aur main huun

ye saari barf girne do mujhi par

tapish sab se siva hai aur main huun

ka.i din se nasheman ḳhak-e-dil ka

sar-e-shaḳh-e-hava hai aur main huun

pahaḌon par kahin barish hui hai

zamin mahv-e-dua hai aur main huun

mujhe bhi kuchh na kuchh karna paḌega

zamana sar-phira hai aur main huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

firaq-gorakhpuri

dilon Ka Soz Tere Ru-E-Be-Naqab Ki Aanch

KHushbu Mere Badan Mein Rachi Hai KHalaon Ki

Jab Bhi Begam Ki Did Hoti Hai

noor-jahan-sarwat

Mahsus Ho Raha Hai Ki duniya Simat Gai

wali-mohammad-wali

dekhna Har Subh Tujh Rukhsar Ka

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet