• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wafa Ki Fasl Phir Bone Chali Hun

Wafa Ki Fasl Phir Bone Chali Hun

rumana-rumi

vafa ki fasl phir bone chali huun

main kya paungi bas khone chali huun

junun ki had se bhi aage qadam hai

na jaane aur kya hone chali huun

ye mumkin to nazar aata nahin hai

ana ko apni main dhone chali huun

samundar aa gaya mere muqabil

jab us ne dekha main rone chali huun

yahi neki mujhe zinda rakhegi

ki bojh auron ka main dhone chali huun

rahi huun muztarib khud ko bhi pa kar

phir apne aap ko khone chali huun

utar aai hai yaad ankhon men teri

main tere vaste sone chali huun

bahut hai barish-e-alam ‘rumi’

hifazat ko kisi kone chali huun

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

So Ke Patthar Pe Kabhi Dekh Ki Sona Kya Hai

akbar-allahabadi

dil-E-Mayus Mein Wo Shorishen Barpa Nahin Hotin

Talash Maine Zindagi Mein Teri Be-Shumar Ki

Purane Ghar Ka Jo Sidha Sa Ek Naqsha The

Anar Kali

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet