• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Adab Mein Muddai-e-Fan To Be-Shumar Mile

Adab Mein Muddai-e-Fan To Be-Shumar Mile

abdul-rahman-khan-wasfi-bahraichi

adab men muddai-e-fan to be-shumar mile

magar na ‘mir’ ke ‘ghalib’ ke virsa-dar mile

junun-e-ishq ko daman to taar taar mila

maza to jab hai gareban bhi taar taar mile

bade maze se guzari hai zindagi main ne

khuda ke fazl se halat sazgar mile

kisi ke dil pe bhala ikhtiyar kya hoga

bahut hai apne hi dil par jo ikhtiyar mile

ye kya sitam hai ki aada to paaen hur-o-qusur

jo un ke chahne vaale hain un ko daar mile

mire mizaj ko bakhsha hai inkisar agar

ba-qadr-e-zarf tabiat ko inkisar mile

har ik amal pe mukallaf bana ke farmaya

kahin se dekhna daman na dagh-dar mile

mira mazaq hai ikram-e-dostan ‘vasfi’

vo dil hi paas nahin jis men kuchh ghubar mile

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

azra-abbas

Khaali Bench

Hunar-Mandi Se Jine Ka Hunar Ab Tak Nahin Aaya

poet

Mubtala Ye dil Hua Jab Yar Nanga Ho Gaya

poet

Raaton Ki God Mein the Azabon Ke Silsile

poet

Mustamindan Ko Sataya Na Karo

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet