• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wafa Ka Rang Jo Gahra Dikhai Deta Hai

Wafa Ka Rang Jo Gahra Dikhai Deta Hai

poet

vafa ka rang jo gahra dikha.i deta hai

lahu kuchh us men hamara dikha.i deta hai

hamara gham se ta.alluq bahut purana hai

hamara dard se rishta dikha.i deta hai

ghazal ho dar-o-rasan ho ki bazm-e-ḳhuban ho

har ik jagah vahi chehra dikha.i deta hai

kisi zamane men yaron ka yaar tha vo bhi

vo ek shaḳhs jo tanha dikha.i deta hai

chale the tez bahut ab ye haal hai ‘rahmat’

na manzilen hain na jaada dikha.i deta hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Mere Tasawwuraat Mein Ab Koi Dusra Nahin

ismail-merathi

Hai Be-Lab-O-Zaban Bhi Ghul Tere Nam Ka

ahmad-hamesh

Landscape

poet

Laga Kar Ishq Ka Kajra Nayan Ko

Tujh Qaid Se Dil Ho Kar Aazad Bahut Roya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet