boli khud-sar hava ek zarra hai tu
yuun uda dungi main, mauj-e-dariya badhi
boli mere liye ek tinka hai tu
yuun baha dungi main, atish-e-tund ki
ik lapat ne kaha main jala dalungi
aur zamin ne kaha main nigal jaungi
main ne chehre se apne ulat di naqab
aur hans kar kaha, main sulaiman huun
ibn-e-adam huun main yaani insan huun
Leave a Reply