• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko

Main Apne Jism Ki Diwar Mein Chunun KHud Ko

main apne jism ki divar men chunun ḳhud ko

phir apne-ap se baten karun sunun ḳhud ko

tamam shahr men bikhra paḌa hai mera vajud

koi bata.e bhala kis tarah chunun ḳhud ko

nikal paḌa huun main ham-zad DhunDne apna

laga ke baiTha hua huun ajab junun ḳhud ko

mire vajud ke sab tane-bane uljhe hain

kidhar kidhar se main suljha.un aur banun ḳhud ko

vo chiiz kya hai ki jis ki talash men ‘at.har’

udheḌ udheḌ ke apna badan dhunon ḳhud ko

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Suno! Ab Hum Mohabbat Mein Bahut Aage Nikal Aae

Kab Talak Baat Karun Main Teri Taswir Ke Sath

sahir-ludhianvi

Ghairon Pe Karam Apnon Pe Sitam

poet

Zindagi Ek Wabaal Hai Sahab

Sukun-E-Dil Mein Wo Ban Ke Jab Intishaar Utra to Maine Dekha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet