• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Din Bhale Jaisa kaTe Sanjh Samay KHwab to Dekh

Din Bhale Jaisa kaTe Sanjh Samay KHwab to Dekh

din bhale jaisa kaTe sanjh samay ḳhvab to dekh

chhoḌ ta.abir ke ḳhadshon ko are ḳhvab to dekh

jhonpaḌi men hi bana apne ḳhayalon ka mahal

go purana hai bichhauna to na.e ḳhvab to dekh

tera har ḳhvab masarrat ki basharat laa.e

sach tire ḳhvab hon allah kare ḳhvab to dekh

dil shikasta main hua jab bhi mira dil TuuTa

hausle aage baḌhe kahne lage ḳhvab to dekh

tujhe vo baat bhi aa.egi samajh yaar mire

jo hai idrak ki sarhad se pare ḳhvab to dekh

gutthiyan saari sulajh jaa.en ki hon aur siva

tu zara haath baḌha thaam sire ḳhvab to dekh

niind ke ḳhvab tire ḳhauf ke ghar hain bhi to kya

niind ko chhoḌ to jab sub.h uThe ḳhvab to dekh

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Nigah-E-Shauq Se Kab Tak Muqabla Karte

Agarche Aankh Bahut shoKHiyon Ki Zad Mein Rahi

poet

Izzat Unhen Mili Wahi aaKHir baDe Rahe

ada-jafarey

His Nahin Tadap Nahin Bab-E-Ata Bhi Kyun Khule

Saja Rahega Andheron Se Hi khanDar Mera

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet