• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / dulhan Bhi Agar Ban Ke Aaegi Raat

dulhan Bhi Agar Ban Ke Aaegi Raat

poet

dulhan bhi agar ban ke aaegi raat

hamen be-tumhare na bhaegi raat

hamen hijr men khuun rulaegi raat

hamare lahu men nahaegi raat

bahut khvab-e-ghaflat men din chadh gaya

utho sone vaalo phir aaegi raat

ham us se ziyada siyah-bakht hain

hamen tirgi kya dikhaegi raat

na taale talega ye roz-e-firaq

qasam aaj aane ke khaegi raat

‘sakhi’ ad ke baithi hai ghar par mire

bas ab jaan hi le ke jaegi raat

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dekh Pai Na Mere Sae Mein Chalta Saya

poet

Mera Mahbub Sab Ka Man Haran Hai

KHumar-E-Tishna-Labi Mein Ye Kaam Kar Aae

kaT Gaya Rishtha-E-Ulfat Jo Tera Nam Aaya

Ishq Aazar Kar Diya Jae

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet