• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Wadi-E-Qalb Ke Haalat Tumhein Kya Malum

Wadi-E-Qalb Ke Haalat Tumhein Kya Malum

vadi-e-qalb ke halat tumhen kya ma.alum

kiya sitam dhate hain jazbat tumhen kya ma.alum

tum ne har vaqt hi ḳhushiyon ke ujale dekhe

gham ki hoti hai siyah raat tumhen kya ma.alum

mere ash.ar uThate hain savalat magar

ḳhaak tum doge javabat tumhen kya ma.alum

tum hamen bhuul ga.e aish-o-tarab men lekin

ham ne bhuli na koi baat tumhen kya ma.alum

tum ne di hai vo mohabbat men dagha kya jaano

pyaar ko kaise mili maat tumhen kya ma.alum

ḳhushk honTon ne jab allah-nigahban kaha

kaise ankhon ne ki barsat tumhen kya ma.alum

tum to shadan the ki bas haar gaya hai ‘maqsud’

kis ki dar-asl hui maat tumhen kya ma.alum

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Is Gham Ko iKHtiyar Nahin Kar Raha Hun Main

poet

Parda-War Tha Gham-E-Pinhan Mera

Apni Yakjai Mein Bhi KHud Se Juda Rahta Hun

Zindan-Nasib Hun Mere Qabu Mein Sar Nahin

Pari Ke Aane Ke Imkan Bante Jate Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet