• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Nazm / Abad

Abad

fahmida-riaz

ye kaisi lazzat se jism shal ho raha hai mera

ye kya maza hai ki jis se hai uzv uzv bojhal

ye kaif kya hai ki saans ruk ruk ke aa raha hai

ye meri ankhon men kaise shahvat-bhare andhere utar rahe hain

lahu ke gumbad men koi dar hai ki va hua hai

ye chhutti nabz, rukti dhadkan, ye hichkiyan si

gulab o kafur ki lapat tez ho gai hai

ye abnusi badan, ye bazu, kushada siina

mire lahu men simatta sayyal ek nukte pe aa gaya hai

miri nasen aane vaale lamhe ke dhyan se khinch ke rah gai hain

bas ab to sarka do rukh pe chadar

diye bujha do

Filed Under: Nazm Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Log Kahte Hain Bahut Zinda-O-Painda Hun

shaista-yusuf

Main Riwayat Hun Ek Bhuli Hui

poet

Nazar Kisi Ko Wo Mu-E-Kamar Nahin Aata

Tujhe Pa Kar Kabhi Dekha Nahin Hai

Ji Dard Se Hai niDhaal Apna

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet