• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Ek Se Jazbe KHun Mein surKHi Ek Hi Thi

Ek Se Jazbe KHun Mein surKHi Ek Hi Thi

ek se jazbe ḳhuun men surḳhi ek hi thi

des juda the pyaar currency ek hi thi

us par bhi bas laila laila likkha tha

us ke paas agarche taḳhti ek hi thi

ghoḌe banana chhoḌ diye kumharon ne

gaanv men Dubne vaali laḌki ek hi thi

hissa-bakhre baanT liye hain logon ne

bechare kya karte dharti ek hi thi

phir koi tufan na aaya Thiik hua

varna nuuh ke paas bhi kashti ek hi thi

us ke ba.ad sarab tha ya virane the

saat zaminon par bhi basti ek hi thi

apne samne main ḳhud hi saf-ara tha

aur miri banduq men goli ek hi thi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ahmad-nadeem-qasmi

Rukhsar Hain Ya Aks Hai Barg-E-Gul-E-Tar Ka

maKHfi Hain Abhi Dirham-O-Dinar Hamare

akbar-allahabadi

Aankhen Mujhe Talwon Se Wo Malne Nahin dete

KHud Apni Mahfil Mein Tha Paraya

akhtar-shirani

Bahaar Aai Hai Mastana Ghata Kuchh Aur Kahti Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet