• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kachche Bakhiye Ki Tarah Rishte Udhad Jate Hain

Kachche Bakhiye Ki Tarah Rishte Udhad Jate Hain

nida-fazli

kachche bakhiye ki tarah rishte udhad jaate hain

log milte hain magar mil ke bichhad jaate hain

yuun hua duriyan kam karne lage the donon

rose chalne se to raste bhi ukhad jaate hain

chhanv men rakh ke hi puuja karo ye mom ke but

dhuup men achchhe bhale naqsh bigad jaate hain

bhiid se kat ke na baitha karo tanhai men

be-khayali men kai shahr ujad jaate hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Top Rated Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

dil Pukara Phans Ke Ku-E-Yar Mein

miyan-dad-khan-sayyah

Nahin Milta dila Hum Ko Nishan Tak

Panw Mera Phir paDa Hai Dasht Mein

ishrat-afreen

Yunhi Kisi Ke dhyan Mein Apne Aap Mein Gati do-Pahren

Nazron Se Noch Dali Sab Ne Qaba Gulon Ki

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet