• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Bin Koi Jurm Kiye Pahle Saza Dete Hain

Bin Koi Jurm Kiye Pahle Saza Dete Hain

bin koi jurm kiye pahle saza dete hain

phir vahi log riha.i ki dua dete hain

jab kabhi hosh men aane ki talab hoti hai

tab mire yaar mujhe jam ke pila dete hain

yuun to mushkil hai bahut dard batana sab ko

so yahi soch ke ham sher suna dete hain

ḳhali vaqton ko bitane ke liye ham aksar

bas tire naam ko likhte hain miTa dete hain

apne hi taur tariqon ke qalandar hain ham

chahen to shaah ki ninden bhi uḌa dete hain

shaam hote hi chale aate hain kuchh farzi ḳhayal

kya mire lafz unhen ghar sa maza dete hain

ham pe jab ishq jatane ka saval aata hai

ham tiri maang men sindur saja dete hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tark-E-Talluq Kaise Hua Tha Ab to Kuchh Bhi Yaad Nahin

poet

Gar Dost Bhi Sau Jafa Karega

Yar Ki Mahfil Saji Mai Ki Mahak Chhane Lagi

poet

Husn Jab Maqtal Ki Jaanib Tegh-E-Burran Le Chala

poet

Husn-E-Hijab-Ashna Jaanib-E-Baam Aa Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet