• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Uzr Hawa Ne Kya Rakkha Hai

Uzr Hawa Ne Kya Rakkha Hai

uzr hava ne kya rakkha hai

kaisa shor macha rakkha hai

ik be-nam ta.alluq men bhi

ḳhauf bichhaḌne ka rakkha hai

dekho ham ne is lamhe ka

kitna bojh uTha rakkha hai

us ki ankhen dekh raha huun

jis ne jaal bichha rakkha hai

dhuup men us ne kis ki ḳhatir

chhat par chand uga rakkha hai

tum pagal ho tum kya jaano

kis ke dil men kya rakkha hai

ham ne teri ḳhatir hi to

ankhon men rasta rakkha hai

aaj ghazal kuhni thi ham ne

tum ko paas biTha rakkha hai

‘qais’ apni divar men ham ne

ek diya dafna rakkha hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ismail-merathi

Hai Jaan-E-Hazin Ek Lab-E-Ruh-Faza do

poet

Mere KHayal Mein Shaklen Badal Ke Aati Hain

poet

Kuchh Roz Chahaton Ka Ajab Silsila Raha

Numu Ke Faiz Se Rang-E-Chaman Nikhar Sa Gaya

Lakir Khinchna Diwar Mat Bana Lena

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet