• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Sahra Sahra Bhatak Rahi Hun Main

Sahra Sahra Bhatak Rahi Hun Main

nusrat-mehdi

sahra sahra bhatak rahi huun main

ab nazar aa ki thak rahi huun main

bichh rahe hain sarab rahon men

har qadam par atak rahi huun main

kyuun nazar khud ko main nahin aati

kab se aina tak rahi huun main

haae kya vaqt hai ki ab us ki

be-dili men jhalak rahi huun main

vaqt se tutta hua lamha

aur is men dhadak rahi huun main

jis ne rusva kiya mujhe ‘nusrat’

us ke aibon ko dhak rahi huun main

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Sufi

Bas-Ki Hun dil-Tang Khush Aata Hai Sahra-e-Qafas

poet

Gul-E-KHush-Numa Ke Libas Mein Ki Shua-E-Nur Mein Dhal Ke Aa

Unchi Nichi Pech Khati dauDti Kali saDak

aal-e-ahmad-suroor

Jis Ne Kiye Hain Phul Nichhawar Kabhi Kabhi

Mauj-E-Gham-E-Hayat Sharabor Kar Gai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet