• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle

Utarne Wali Dukhon Ki Baraat Se Pahle

utarne vaali dukhon ki barat se pahle

charagh baanT do basti men raat se pahle

yunhi milega na ab-e-hayat ka chashma

guzarna hoga lahu ki furat se pahle

bashar jo aaj hai tahzib-o-irtiqa ka amiin

faqat darinda tha irfan-e-zat se pahle

hami ne maut ki tardid men zaban kholi

hamin ne pyaar kiya hai hayat se pahle

vahan to baat bhi karna jihad karna hai

jahan pe honT siye jaa.en baat se pahle

na.i hayat ‘hazin’ fan ko de gaya ‘ghalib’

agarche mar gaya tha vo vafat se pahle

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

nasir-kazmi

Kal Jinhen Zindagi Thi Ras Bahut

afeef-siraj

Mere Junun-e-Shauq Ko Itni Si Kaenat Bas

poet

Tu KHush-Nasib Hai Har shaKHs Hai Asiron Mein

Koi Bagula Raqsan Mere Andar Hai

Ain Masti Mein Hun Dil Duniya Se Begana Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet