• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kyun Ai Gham-E-Firaq Ye Kya Baat Ho Gai

Kyun Ai Gham-E-Firaq Ye Kya Baat Ho Gai

zehra-nigaah

kyuun ai gham-e-firaq ye kya baat ho gai

ham intizar-e-subh men the raat ho gai

bahke hue bhatakte hue karvan ki khair

rahbar se rahzan ki mulaqat ho gai

divangi ki khair na mangen to kya karen

divangi hi raz-e-inayat ho gai

sinon men soz-o-saz-e-mohabbat nahin raha

duniya rahin-e-gardish-e-halat ho gai

lo dubton ne dekh liya nakhuda ko aaj

taqrib kuchh to bahr-e-mulaqat ho gai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Women Poets

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Bahe Hain Ashk Na Ubhri Hain Siskiyan Meri

poet

Shisha-E-Dil Dukan Mein Aaya

pinhaan-ansari

Manzar Hai Abhi dur Zara Hadd-E-Nazar Se

Rahzan Nahin Harif Nahin Ham-Safar Nahin

Waqt Ki Umr Kya baDi Hogi

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 ยท Urdu Poet