• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usne Toda Jahan Koi Paiman

Usne Toda Jahan Koi Paiman

ahmad-zafar

us ne toda jahan koi paiman

marhale aur ho gae asan

miir hai koi koi hai sultan

sochta huun kahan gaya insan

andhiyon men jala rahe the charagh

haae vo log be-sar-o-saman

falsafi falsafon men duub gae

aadmi ka lahu raha arzan

abr ban kar baras hi jaega

khet se jab utha gham-e-dahqan

shoala-e-gul hai zakhm-e-dil ki tarah

ye chaman men bahar hai ki khizan

sina-e-sang men bhi phuul khile

gham jahan bhi hua gham-e-pinhan

dil ki azurdagi na puchh ‘zafar’

baat mere liye hai sang-e-giran

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Kuchh Sabab Hi Na Bane Baat baDha Dene Ka

poet

Charagh-E-Dagh Dil-E-soKHta Jo Ho Raushan

Ahl-E-Dair-O-Haram Rah Gae

Hai Aarzu Ki Apna Sarapa Dikhai De

rafia-shabnam-abidi

Khud-Farebi Hai dagha-Bazi Hai Ayyari Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet