• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usne Manga Jo dil diye Hi Bani

Usne Manga Jo dil diye Hi Bani

poet

us ne manga jo dil diye hi bani

jo na karna tha vo kiye hi bani

is ada se dil us ne phera aaj

ki mujhe daud kar liye hi bani

tere ham-rah ghair kyuun aaya

jis ki khatir mujhe kiye hi bani

dekha anjam ishq ka ai dil

jaan akhir hamen diye hi bani

dast-e-nazuk se us ne jaam diya

aaj mujh ko ‘sharaf’ piye hi bani

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Ho Raha Hai Tukde Tukde dil Mere Gham-Khwar Ka

Nahin Bilkul Nahin Wallah Nahin Hai

Jo Tere Husn Mein Narmi Bhi Bankpan Bhi Hai

Zindagi Jis Se Jagti Hai Abhi

Ghar Mujhe Raat Bhar Darae Gaya

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet