• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / KHashak Se KHizan Mein Raha Nam Bagh Ka

KHashak Se KHizan Mein Raha Nam Bagh Ka

ḳhashak se ḳhizan men raha naam baagh ka

varna to har daraḳht pe qabza hai zaagh ka

hairat hai sab talash pe us ki rahe musir

paaya gaya suragh na jis be-suragh ka

hai irtikaz-e-zat men vaqfa zara si der

TuuTa nahin hai rabta lau se charagh ka

kab kis pe mehrban ho aur kab ulaT paḌe

kis ko yahan pata hai kisi ke dimagh ka

hota hai phir vo aur kisi yaad ke supurd

rakhta huun jo sambhal ke lamha faragh ka

mashq-e-suḳhan men dil bhi hamesha se hai sharik

lekin hai is men kaam ziyada dimagh ka

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Dil dhaDakne Ka Sabab Kya Hoga

Duniya Ko Jab Nazdiki Se Dekha Hai

etibar-sajid

Kaise Kahin Ki Jaan Se Pyara Nahin Raha

Zindagi Chaak Hui Kya Ho Rafu Ki Surat

KHwab Jazira Ban Sakte the Nahin Bane

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet