• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Aap Ke Wade Kisi Kal Se Bandhe Rahte Hain

Aap Ke Wade Kisi Kal Se Bandhe Rahte Hain

poet

aap ke va.ade kisi kal se bandhe rahte hain

chahne vaale usi pal se bandhe rahte hain

tang aa jaati hain pallu se lagi girhen bhi

kaise rishte hain jo malmal se bandhe rahte hain

sub.h ki shabnami palkon ko masalte hue haath

ik na.e ḳhvab ki konpal se bandhe rahte hain

khaTTi miThi si koi baat labon men le kar

munh ko Dhanpe hue anchal se bandhe rahte hain

sirf mere hi bayaban pe paḌi os nahin

ashk dariyaon ke badal se bandhe rahte hain

shaam ki zulfen bikharne se ayaan hota hai

kitne jugnu hain jo kajal se bandhe rahte hain

zindagi sone ki mohlat nahin deti hai ‘diya’

ḳhvab ta.abir ke anchal se bandhe rahte hain

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Chal Diye Hum Ai Gham-E-Alam Widaa

insha-allah-khan-insha

Ji Chahta Hai Shaikh Ke Pagdi Utariye

poet

Dur Tak Nahin Milti Rah Shadmani Ki

Bazm-E-Takallufat Sajaane Mein Rah Gaya

chaDhe Jo Dhup Tamazat Se Jism Hanpte Hain

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet