• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usne Koi to Dam paDha Hua Hai

Usne Koi to Dam paDha Hua Hai

us ne koi to dam paḌha hua hai

jis ne dekha vo mubtala hua hai

ab tire raste se bach niklun

ik yahi rasta bacha hua hai

aao taqrib-e-ru-numa.i karen

paanv men ek aabla hua hai

phir vahi bahs chheḌ dete ho

itni mushkil se rabta hua hai

raat ki vardat mat puchho

vaqa.i ek vaqi.a hua hai

lag raha hai ye narm lahje se

phir tujhe koi mas.ala hua hai

main kahan aur vo fasil kahan

fasle ka hi faisla hua hai

itna masruf ho gaya huun ki bas

‘mir’ bhi ik taraf paḌa hua hai

aaj kuchh bhi nahin hua ‘javvad’

haan magar ek saneha hua hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Manzilon Se Begana Aaj Bhi Safar Mera

poet

Na Kuchh Sitam Se Tere Aah Aah Karta Hun

poet

Nazar Se Jab Akasta Hai Mera Dil

muneer-niyazi

din Agar Chadhta Udhar Se Main Idhar Se Jagta

imam-bakhsh-nasikh

Raat-Bhar Jo Samne Aankhon Ke Wo Mah-Para Tha

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet