• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usne Kiya Hijab Mere Dekhne Ke Baad

Usne Kiya Hijab Mere Dekhne Ke Baad

us ne kiya hijab mire dekhne ke ba.ad

us ko mila savab mire dekhne ke ba.ad

surat pe char-chand lage the janab ki

ye bhi tha inqalab mire dekhne ke ba.ad

meri nazar se Daliyan chhu kar hari huiin

khilne lage gulab mire dekhne ke ba.ad

itna main sher-fahm nahin huun magar yahan

chhapte hain intiḳhab mire dekhne ke ba.ad

khulta hi ja raha hai kisi ruḳh ke ru-ba-ru

sharm-o-haya ka baab mire dekhne ke ba.ad

pahle nazar uTha ke mujhe dekhte bhi the

lekin ye ijtinab mire dekhne ke ba.ad

meri nazar men dosto shiddat bala ki thi

TuuTa paḌa tha ḳhvab mire dekhne ke ba.ad

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

munawwar-rana

Chhanw Mil Jae To Kam dam Mein Bik Jati Hai

hasrat-mohani

Na Sahi Gar Unhen Khayal Nahin

KHWAJA GHULAM FARID

Har Surat Wich Aawe Yar

poet

Kisi Wahshat Mein Phir Aabaad Hona Chahta Hun

poet

Kaun Dil Hai Ki Tere Dard Mein Bimar Nahin

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet