• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usne Aane Ka Jo Wada Kya Jate Jate

Usne Aane Ka Jo Wada Kya Jate Jate

poet

us ne aane ka jo vaada kya jaate jaate

dam mira siine men rukne laga aate jaate

khaak men mujh ko jo tum ne na milaya na sahi

laash hi meri thikane se lagate jaate

tere divanon ka dekhe to koi josh-o-kharosh

su-e-mahshar bhi hain ik shor machate jaate

ham to samjhe the ki nalon se tasalli hogi

ye to hain dard men dard aur badhate jaate

saath lena tha hamen bhi tujhe o paik-e-saba

ham bhi ham-rah tire thokaren khate jaate

tum ne kandha na diya laash ko meri na sahi

ek thokar hi miri jaan lagate jaate

yuun na jaana tha unhen paas se uth kar ‘anjum’

koi aafat hi mire sar pe vo dhate jaate

Filed Under: Ghazal Tagged With: Classic Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

wali-mohammad-wali

Jis dilruba Sun dil Kun Mere Ittihad Hai

Aag Jo Dil Mein Lagi Hai Wo Bujha Di Jae

KHud Ko Mumtaz Banane Ki Dili-KHwahish Mein

Ye Kaisi Pyas Hai Main Jism Ke Sarab Mein Hun

Garche Maddham Dikhai Deta Hai

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 ยท Urdu Poet