Usko Jaane De Agar Jata Hai us ko jaane de agar jaata hai zahr kam ho to utar jaata hai peḌ dimak ki pazira.i men dekhte dekhte mar jaata hai ek lamhe ka safar hai duniya aur phir vaqt Thahar jaata hai chand ḳhushiyon ko baham karne men aadmi kitna bikhar jaata hai
Leave a Reply