• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Kaam Itni Hi Faqat Rahguzar Aaegi

Kaam Itni Hi Faqat Rahguzar Aaegi

kaam itni hi faqat rahguzar aa.egi

ham-safar ja.ega aur yad-e-safar aa.egi

duur tak ek ḳhala hai so ḳhala ke andar

sirf tanha.i ki surat hi nazar aa.egi

main ne socha tha magar ye to nahin socha tha

tirgi ruuh ke angan men utar aa.egi

jagne vaala koi soya hamesha ke liye

ab to matam hi karegi jo sahar aa.egi

ik ajab bu-e-nafas aati hai divaron se

aur kuchh roz men ye bhi na idhar aa.egi

haa.e kya log the zindan men bhi ham se pahle

ik din is yaad ki surat bhi bikhar aa.egi

paḌh raha huun main ‘zafar’ us ke bichhaḌne ki ḳhabar

aur kuchh roz men apni bhi ḳhabar aa.egi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

poet

Kabe Se Mujhko Lae Sawad-E-Kunisht Mein

poet

Mahw-E-Didar-E-Yar Hun Chup Hun

Dosto Bargah-E-Qatl Sajate Jao

Suraj Hun Chamakne Ka Bhi Haq Chahiye Mujhko

poet

Charagh-E-Rah Bane Sham-E-Anjuman Na Rahe

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet