• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Dariya-E-Nur-O-Rang Hai Nikhat Hai Zindagi

Dariya-E-Nur-O-Rang Hai Nikhat Hai Zindagi

dariya-e-nur-o-rang hai nik.hat hai zindagi

paighambar-e-ḳhulus-o-mohabbat hai zindagi

chaho to har qadam pe tumhen manzilen milen

socho to hausla hai shuja.at hai zindagi

ye imtiyaz-o-farq ye nafrat hiqaraten

aur maz.hab-e-vafa ki shari.at hai zindagi

meri nazar nahin nigah-e-shaiḳh-o-barahman

pasti nahin hai arsh ki rif.at hai zindagi

phir sham-e-hijr aa.egi sail-e-alam liye

phir ro ke ham kahenge ki furqat hai zindagi

galiyon ki ḳhaak chhani to moti mile hain

ye kah ke ham na so.e ki rahat hai zindagi

‘raje’ jo kuchh bhi faisla ahl-e-ḳhirad karen

mere liye to sirf mohabbat hai zindagi

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

Tamam-Umr Ki Ghaflat Ke Baad KHwab Aaya

poet

Afkar Ke Sanche Mein Dhali Taza Ghazal Hai

Maulana Rumi

Aan But Ke Jamal-O-Zinat-e-Majlis-e-Ma-Ast

ahmad-husain-mail

Main Apne Kafan Ka Sine Wala Nikla

Sufi

Lalan Mere Jiwe-Mare Is do Se Bhi Hai Pak Piu

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet