• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usko Barson Baad Tanha Jaane Main Kaisa Laga

Usko Barson Baad Tanha Jaane Main Kaisa Laga

poet

us ko barson ba.ad tanha jaane main kaisa laga

mujh ko to vo ajnabi ke saath bhi achchha laga

ek muddat se na dekha tha uTha kar us ka gham

us ka gham bhi gard men lipTa hua tohfa laga

thi likha.i bhi usi ki dastaḳhat bhi us ke the

kyuun ḳhat-e-tark-e-ta.alluq ghair ka likkha laga

sahilon par ban saka us se na kuchh rishta magar

us ne chhoḌa jab bhanvar men vo mujhe apna laga

main ki mere umr guzri inkisar-o-ijz men

kuchh mashinon ko ḳhata karta hua bachcha laga

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

ghaT Gai Hai Qadr-O-Qimat Aaj Ke Insan Ki

Kisi KHamosh Chehre Par Wo Itminan Ka Manzar

poet

Nai Zindagi Ki Hawa Chali to Kai Naqab Utar Gae

Wahi Na Milne Ka Gham Aur Wahi Gila Hoga

parveen-fana-syed

dil Jalaya Teri Khushi Ke Liye

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2023 · Urdu Poet