• Skip to main content
  • Skip to secondary menu
  • Skip to primary sidebar
  • Skip to secondary sidebar
  • Contact
  • disclaimer
  • Privacy Policy
  • Terms of Use
Urdu Poet

Urdu Poet

Read the Classic Poetry

  • Ghazal
  • Nazm
  • Qita
  • Short Stories
You are here: Home / Ghazal / Usko Apni Zat KHuda Ki Zat Lagi Hai

Usko Apni Zat KHuda Ki Zat Lagi Hai

us ko apni zaat ḳhuda ki zaat lagi hai

mere dil ko pagal ki ye baat lagi hai

kajjug hai aur phir dukhḌon ki barsat lagi hai

nuuh ki kashti mere ghar ke saath lagi hai

mere paas tahi-dasti hai darveshi hai

ye daulat kab shahzadon ke haat lagi hai

gori-chaTTi dhuup na joban par itra.e

din ke pichhe kaali kaali raat lagi hai

ek hasin fir.aun ko bazm-e-sher-o-suḳhan men

meri ghazlon ki pustak taurat lagi hai

main insan ko maut ka dulha kah deta huun

mujh ko matam ki Toli barat lagi hai

Filed Under: Ghazal Tagged With: Urdu Poet

Reader Interactions

Leave a Reply Cancel reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Primary Sidebar

Poet Type

  • Classic Poet
  • Sufi Poet
  • Top Rated Poet
  • Women Poets
  • Young Poets

Popular Ghazal

abrar-ahmad

Aankhen Taras Gai Hain

abdul-hamid-adam

Halka Halka Surur Hai Saqi

Koi Shoala Hai Ki Shabnam Nahin Dekha Jata

poet

Jaan Rahe Ya Na Rahe Nam Rahe

poet

Ai Ham-Nafas Us Zulf Ke Afsane Ko Mat chheD

Secondary Sidebar

Famous Poet

  • Adil Mansuri
  • Ahmad Faraz
  • Ahmad Nadeem Qasmi
  • Akbar Allahabadi
  • Akhtar Shirani
  • Akhtar-ul-Iman
  • Ali Sardar Jafri
  • Allama Iqbal
  • Ameer Minai
  • Asrarul Haq Majaz
  • Bahadur Shah Zafar
  • Bashar Nawaz
  • Bashir Badr
  • Dagh Dehlvi
  • Etibar Sajid
  • Faiz Ahmad Faiz
  • Firaq Gorakhpuri
  • Hasrat Mohani
  • Jaun Eliya
  • Jigar Moradabadi
  • Kaifi Azmi
  • Khumar Barabankavi
  • Majrooh Sultanpuri
  • Meer Taqi Meer
  • Mirza Ghalib
  • Muneer Niyazi
  • Nasir Kazmi
  • Nida Fazli
  • Pirzada Qasim
  • Qateel Shifai
  • Sahir Ludhianvi
  • Saleem Kausar
  • Shakeel Badayuni
  • Shahryar
  • Waseem Barelvi
  • Zafar Iqbal

Copyright © 2022 · Urdu Poet